some lines for my own record ... liked them so sharing with everyone.
Mai apne fann ki bulandi se kaam le loonga;
Mujhe muqaam na dena, mai muqaam le lunga....
"Hum Bhi Dariya Hain, Hamein Apna Hunar Maloom Hai!!
Jis Taraf bhi chal padengey, Raasta Ho jayega"
"Dil ka soona saaz tarana dhoondega
Mujhko mere baad zamana dhoondega"
"Yeh to apna apna zarf hai, apna apna hausla!!!
Koi udd ke baitha hai baam par, koi Kahkashan se guzar gaya!!!"... lov it
Saturday, June 7, 2008
Subscribe to:
Post Comments (Atom)

No comments:
Post a Comment